Electric Roll-On Wax Heater
Ghar par aasani se wax garam karein aur roll-on wax se hair removal karein. Side window se wax ki matdaar saaf nazar aati hai, aur chhota size ise carry karna aasan banata hai.
Kaise Use Karein
Buyers Kya Kehte Hain
Amazing product hai, bohat practical hai. Wax bhi mil gya sath me acha package tha, maine to khush hon kafi achi product hy use krny me simple koi bhi wax kr le esy to.
nice product worth buying trusted company hy , Bohat kmal ki product hy ye to.
Bohat acha chal raha hai. jitni price me slon me jaky wax hoti hy osy half me mil gya ab kahin jany ki zrorat nhi thank you seller
Reasonable price hy wesy to aor page 2400 ka sale kr rahy hen ino ny kafi km peson me dy dia mjy 1450 me or sath wax or srips bhi mili hy to es lehaz sy kafi sasti product hy ye
Apky Qimiti Revews humary liy bohat aham hen so product use krny ky bad apna feedback lazmi dijiy ga, Shukria .
Aap Ke Sawal, Hamare Jawab
Ye product kya hai?
Ye ek electric wax heater hai jo 100ml roller wax cartridges ko garam karta hai. Is se ghar par roll-on wax se hair removal karna aasan hota hai.
Kaun se cartridges lagte hain?
Is mein 100ml ke roller cartridges lagte hain.
Kya wax saath milta hai?
ji han es my package me wax cartridge sath milta hy or wax strips bhi, yani es package me apko wax and wax heater and wax strip bhi milti hen.
Wax kitni der mein garam hota hai?
Listing ke mutabiq heater ko wax garam karne mein takreeban 15 minute lagte hain.
Side window kis liye hai?
Side window se aap wax ki matdaar aur uska pighalna dekh sakte hain, taake pata chale ke wax tayyar hai ya nahi.
Kya ye worth buying hy?
Ji, ye apky poray pesy wapis krwa de ga agr ap salon sy wax krwaint ot wo apsy 3000 sy 5000 lety hen es wax sy ap just 450 ki refil sy full body wax kr skti hen aor wax heater to for lif time apky pas rehny wala hy
kia esy body tu burn nhi hoti ?
nhi ye bohat achi device hy ye over heat nhi hota jisy body burn ho esy ap easyliy use kr skty hen
Use karte waqt kya ehtiyat karein?
Wax ko pehle jild ke chhote hisse par test karein. Jali hui, zakhmi ya sensitive jild par use na karein. Heater ko paani se door rakhein aur use ke baad plug nikal dein.
Delivery aur payment ka kya tareeqa hai?
Poore Pakistan mein delivery 2 se 5 din mein hoti hai. Cash on Delivery, JazzCash aur EasyPaisa teeno available hain.
Agar product pasand na aaye to?
Hamari 7 din ki easy exchange policy hai. Madad ke liye WhatsApp par rabta karein.
JazzCash & EasyPaisa
Pakistan-wide 2 se 5 din
Easy exchange policy
Private aur safe delivery
Ghar Par Aasaan Wax Karein
Pehle se kharidne wali customers ko dawat hai ke apna tajurba review mein share karein. Review karne par coupon bhi milta hai.
WhatsApp Par Order Karein Review Likhein











5 reviews for 4-in 1 Electric Wax-melt Heater Machine Portable Epilator Roll on Wax Depilatory Heater with free wax and wax stripsSkin Care Tools Hair Removal Heater